Allah Se Dua
Aaj ka mozu dua k hawalay say hai jis main ham apko bataen gay k ap apnay masail k hal k liye muqadas muqamat par mojud Pray Centre k Bazurgon aur silsila k lakhon members say har Juma ko apnay liye khasoosi dua kese karwa sakte hain. Hamaray Pray network mein Dua Program k naam say introduce karwai janay wali dua main har Juma ko poori duniya say bayshumar afrad dua karwatay hain. Jesa k rishte ki bandish, bay auladi, pasand ki shadi mein rokawat, bairozgari, gharelu larai jhagray, taleemi nakami, nafarman aulad, khawateen ki sehat k masail, depression, dard e shaqiqa, high blood pressure, nafsiyati o rohani amraz, sehar o asaib, bandish, karobari nuqsanat, safar mein rukawat, jani o mali nuqsanat, dushman aur hasdeen k karwaye gaye bud amliyat say hone walay nuqsanat ya deegr masail e zindagi say nijat k liye muqadas muqamat par hamaray Bazurg un k liye Allah k huzoor khasoosi dua farmatay hain. Jiska tariqa kar ye hota hai k un sab afrad ko khas rohani kuliyat say un k naam k adad k mutabiq ism e azam dia jata hai. Jisay wo pura hafta tilawat karnay k baad apna naam, walida ka naam, masla aur total tilawat karda zikar ism e azam kuli ikhtiyarat k sath hamein ba roz Jumerat diye gaye phone no par dua karwanay k liye sms karte hain. Isi tarha har Jumerat ko hamein lakhon afrad ka arbon kharbon ki tadad main talawat karda zikar ism e azam mosul hota hai. Jisay ba roz Juma silsila k Bazurgon ko muqadas muqamat par dua k liye arsal kar diya jata hai. Un sab afrad main say kisi nay apna ism e azam 1000 bar talawat kar k sms kia hota hai aur kisi nay 10,000 martaba magar jab unka makhsoos tadad main talawat karda zikar ism e azam arbon kharbon ki tadad main shamil ho kar Allah k hazoor paish hota hai to isi bina par un sab afrad ki duaen bohat jald qabooliyat ka darja pa leti hain. Ham nay dua program main hone wali dua main bayshumar karamat hoti dekhi hain. La ilaj bimariyon say logon ko shifa milte dekha hai. Jin rishton main khawah kisi bhi waja say nafrat thi un main phir say mohabbat paida hote dekha hai. karobar main heran kun kamyabian aur faqa kashi main mubtila afrad ko bhi rizq milte dekha hai. Larkay larkiyon k rishte main asanian aur har qisam k dushmano aur hasdeen k hasad ko khatam hote dekha hai. Bay auladon ko aulad ki nemat ata hote dekha hai. Algharz is dua main salha saal say log shirkat karte aa rahe hain. Un sab nay is dua ka faiz paya. Agar ap bhi Dua Program main shamil hone k liye ism e azam hasil karna chahte hain to Ism e azam form ko fill kar k submit karen.
Dua Sms:0323-7718185-8
Female: 0321-7970893
Male: 0323-4028555
Real Naqsh e Sulemani | Kalay Jadu Ki Kaat Ka Naqsh
اگر کسی انسان کے...
La Ilaj Bimari K Liye Amal | Har Bimari Se Shifa Ka Ilaj
اگر آپ کو کسی بھی...
Surah Muzammail For Love Back | Apni Mohabbat Pane Ka Amal
آپ کا مسئلہ محبت...
Aulad e Narina Ki Dua | Surah Al e Imran Ayat 38 For Pregnancy
جو میاں بیوی اولاد...
Bache Dani Ki Dard Or Jalan Ka Ilaj | Uterus Ki Sozish
جن خواتین کو بچے...
Amal For Black Magic | Jadu Kay Tor Kay Liya Afzal Tareen Amal
ہمارے روحانی سینٹر...
Masane Ki Sozish Ka Rohani Ilaj | Bladder Pain Treatment In Urdu
اگر آپ کےبلیڈریعنی...
Shahbaz Naam Ke Lardke | Tamam Masail Ka Perfect Rohani Ilaj
شہباز نام کے وہ...
Net Time
Jadu Khatam Karne Ka Amal | Jadu Khatam Karne Ka Wazifa
بعض جادو ایسے ہوتے...
Baghair Operation Rasoli Ka Khatma | Surah Ash-Shura Ka Amal
ہمارے روحانی سنٹر...
Ya Muhyi Ka Naqsh | Four Benefits Of Naqsh | Amazing Benefits
نقشیَا مُحْیِبے...