Dua For Pregnancy

Description

Allah ki zaat nay Insan ko bayshumar nematen ata farmaeen.Jis main sab say khoobsurat nemat aulad hai jo Insan ko ata ki gai tamam nematon say anmol hai.Jiska koi nemul badal nahi.Es topic (Dua For Pregnancy) main hum ap sy darj e zail cheezon ka zikar Karen gy.

Dua For Pregnancy

Dunia main bohat se couples aisay bhi hain. Jin k pas maal o dolat aur deegr duniavi sahuliyat ki kami nahi lakin wo bay aulad hain. Hasool e aulad k liye bohat c duas aur wazaif bhi kar rahe hain aur Ilaj bhi karwa rahe hain. Es k bawajod abhi tak unki aulad k liye mangi gai dua qubool nahi hui.  Ham aisay Childless Couples ko salah detay hain k Wazifa for pregnancy ka wird karain.

Wazifa For Pregnancy

Wazifa for pregnancy Biwi rozana raat ko sonay se pehle awal akhir 11 martaba Durood pak parhe. Apnay pait par shahadat ki ungli se sirf 5 martaba Ism e Azam “Ya Musawiru, Ya Khaliqu, Ya Bariu” likhay. Inshallah 21 din main hamal ho ga lakin es amal k doran nagha na ho aur yaqeen kamil ho.

 Pregnancy k liy Taweez

Agar 21 din main pregnancy na ho to.Tu pregnancy k liy Taweez bhi banaya ghya h. Ap is cheez ki tasdeeq zarur kar lain k ap par kisi qisam k nehas asrat tu nahi.Maslan kala jadu, bandish ya nazar e bad to nahi kiun k jin Couples par Shaitani Asrat hon gay. Un afrad par is Wazifa ka Rohani Faiz foran jari na hoga. Haan albata is main takheer ho sakti hai. Bahar haal waja khawah Jismani ho ya Rohani iska ilaj zaroor karain.

Agar ap har qisam k ilaj bhi karwa chukay hain. Aur abhi tak apko aulad ata nahi hui ya ap ki rasai kisi Kamil Bazurg tak nahi.Jo aulad ki bandish ka tor kar saken to ap is maqsad k liye  Naqsh hasil kar saktay hain.Hamaray Rohani Netowrk mein jo Naqoosh tayar kiye jatay hain.

Dua For Pregnancy zabardast khasiyat

(Dua For Pregnancy) ki zabardast khasiyat ye hai. Es main moujd ism e Azam ki waja sy   inka faiz jaari kia jata hai. jis se dua ki qabooliat yaqeeni hoti hai. 27 Ramzan ul Mubarak ko arbon kharbon ki tadad main talawat karda zikar Ism e Azam ekhata kia jata h. Pher Allah k hazoor paish karnay k baad in Naqoosh par dam kia jata h.

Allah ki rahmat se Ism e Azam ki zabardast rohaniat milte hi.Pher in Naqoosh ka Rohani Faiz jari ho jata hai. Aur jesay is Naqsh ko sayel k naam mansoob kia jata hai to usko fori aur yaqeeni faiz milti hai. Agar ap ye Naqsh Ehed k sath Free hasil karna chahte hain. Hamain diye gaye Phone No par direct Contact karain ya nechy diyah gy link par click karain.

Find Your Ism e Azam

Agar ap apnay naam ka Free Ism e Azam bhi hasil karna chahte hain. To ham se direct contact karain ya Find Your Ism e Azam par click karain.

NAQSH HASIL KARNAY KA TARIQA

For Male: +92323-4028555

Female:  +92323-7718187-8

Skype: pray.all

Title

Go to Top