Is Naqsh ko ap 2 tariqon say hasil kar saktay hain.

    • (1) Ehed Ki Surat Main Free
    • (2) Payment

Naqsh Ka Hadiya Ehed Ki Surat Main

Ya Allah! Main Ehed karta hon/karti hon k aik mah k andr kam az kam 2 aisi naikion ko apni zindagi ka mamool banaun ga/gi jis say Insaniyat ko faida ho aur 2 buraion ko apni zindagi say hamesha k liye khatam kar don ga/gi aur kam az kam 5 afrad ko Allah k zikar par lagaun ga/gi. Main is Ehed ko aik mah k andr pura karnay ka paband hon ga/gi aur agar main is Ehed ki pasdari na kar saka/saki to is Naqsh ka Hadiya rupay paisay ki surat main ada karnay ka paband hon ga/gi. Aik Ehed k zariye ap aik hi Naqsh lay saktay hain. Bina Ehed kiye Naqsh apnay kamil Rohani Asrat zahir na karega.

Naqsh Ka Hadiya Rupay Paisay Ki Surat Main

Agar ap kisi majburi ki bina par Ehed nahi kar saktay to is Naqsh ka Hadiya ada karnay ki dosri surat yea hai k aap yea Hadiya payment ki surat main ada karain. Isliye is Naqsh ka Hadiya 1400 rupay muqarar kiya gaya hai. Aap is Naqsh ka Hadiya khawah Ehed ki surat main ada karain ya 1400 rupay k zariye. Dono hi suraton main yea Naqsh apnay kamil Rohani Asrat zahir karay ga Inshallah.

 

Order Form

Female: 0321-7970893

Male: 0323-4028555