Pasand Ki Shadi Ki Dua

Description

Surah Yaseen

  • 397,643 views

Dua For Depression

  • 200,025 views

Name or Shakhsiyat

  • 8,920,185 views

Dua for Marriage

  • 24,183 views

Aaj k is modern dor main Internet aur Tv jesi sauliyat nay zindagi ko bohat asan bana dia hai lakin Internet aur Tv nay Fahashi ko bhi aam kar dia hai.es topic main hum ap sy jin cheezon ka zikar karen gy wo darj e zail hain.

1  Pasand ki shadi main rokawaton ka samana

2  Larky or larkiyon ka guna karna

3  Pasand ki shadi ki dua

4  Pasand ki Shadi ka Taweez

Pasand ki shadi main rokawaton ka samna

Internet par larkay larkian aik dosray se na sirf friendship kartay hain balkay yehi friendship is hud tak pohanch jati hai k wo gunah e kabeera tak karnay say guraiz nahi kartay. In halat main bhi agar koi larka ya larki apnay parents ki izzat ko qaem rakhte huye gunah se bach kar Pasand ki shadi karna chahte hain to kabhi larkay k parents agree nahi hotay aur kabhi larki k Parents razamand nahi hote.

Larky or larkiyon ka guna karna

Jab parents Pasand ki shadi k liye agree nahi hotay to Shaitan larki aur larkay ko gunah ki sochen deta hai jis waja se bayshumar lakay larkian Shadi se pehle hi apas main gunah kar k apna nuqsan kar letay hain aur Allah ki narazgi bhi mol letay hain. Agar ap jaez tariqay se Manpasand Shadi main hayal rokawaton ko door karna chahte hain to hamaray Pray.net.pk Network par dia gaya Pasand ki Shadi ka Wazifa pabandi se karain. Insha-Allah Pasand ki shadi main kamyabi yaqeeni hai.

Pasand Ki Shadi Ki Dua

Har namaz k baad “Subhanallah Ya Wadoodu 218 martaba awal akhir 11 martaba Durood pak k sath parh kar apnay aap par phoonk marain. Inshallah sirf 21 din main Pasand ki Shadi main hayal rokawaten door hona shuru ho jaengi.

Pasand ki Shadi ka Taweez

Agar Pasand ki Shadi ka ye wazifa karnay k bawajood bhi Shadi main kamyabi na ho to is baat ki tasdeeq zaroor kar lain k larki ya larkay par kisi qisam k nazar e bad, jadu tona k asrat ya shadi main bandish to nahi. Agar apko tasdeeq ho jae k aap par Shadi ki bandish hai ya nazar e bad aur jadu tonay k asrat hain to Pray For All k Rohani Mahreen nay Pasand ki shadi main kamyabi k liye aisa Naqsh banaya hai jis ki badolat manpasand shadi hona atal hai.

Zohra ko jab Sharf lagta hai to us main se mohabbat ki aisi lehrain kharij hoti hain jo apnay andr baypanah rohani quwat rakhti hain aur nafrat ko mohabbat main tabdeel karna in ki zabardast khasiyat hai.Pray For All k Rohani Mahreen apnay maraqbat ki zariye mohabbat ki in lehron ko apnay control main kar k in say Pasand ki Shadi k Taweezat tayar kartay hain.

Jis Sayel k pas Pasand ki Shadi ka taweez mojud ho us par kisi bhi qisam k bad amliyat jadu tona ya nazar e bad k asrat hargiz haavi nahi ho saktay aur pehle se mojud jadu tonay k asrat is Naqsh ko pehntay hi khatam ho jatay hain Inshallah. Pasand ki Shadi ka Free Taweez hasil karnay k liye ap ham se direct Contact karain

Similar Taweezat

Popular Taweezat

jadu ka tor taweez
mohabbat aur attraction ka wazifa

Title

Go to Top