Nazar Utarne Ki Dua

Description

Nazar e Bad ki Alamat

Jis insan k har kaam mein rokawat ho. Shadi na ho rahi ho. Mian biwi mein an ban ho. Karobar mein nuqsan pe nuqsan ho raha ho. Bairon e mulk safar k liye visa na lag raha ho. Kisi dushman ki taraf se nuqsan ka andesha ho. Sehat din ba din kharab ho rahi ho. Bachay achanak nafarman aur ziddi ho jaen. Dimagh par bojh, depression, sar dard, pathon mein khichao, kamar dard aur thakawat rehti ho.

Aur dawai asar na kare. Bairozgari ho. Achanak job khatam ho jae ya koi promotion rok raha ho. Ghar mein larai jhagray hon. Pasand ki shadi main rukawat ho. Shohar bivi se mohabbat na karta ho ya akhrajat pooray na karta ho. Sas bahu mein larai jhagra rehta ho. Algharz koi bhi aisi pareshani hon. Jis say ap kisi surat chutkara hasil na kar pa rahe hon.Tu iski waja nazar e bud k nehas asrat ho sakte hain.

Nazar e Bad Ka Tor Video

Ham nay ba zat e khud baray baray ameer khandan k larkon ko roads par bheek mangtay dekha hai. Aur jab Pray.net.pk Mahreen nay un k baray mein tehqeeqat keen to unhen pata chala. Uski waja dushmano aur hasdeen ki taraf se lagai gai nazar e bud hai. Mahreen e Rohaniat kehte hain k nazar e bad aik aisi nahusat hai. Jis k asrat 32 saal k baad bhi achanak zahir ho jaty hain.Aur insan ko kai tarha ki pareshanion aur afat main mubtila kar dete hain.

Koi bhi insan nazar e bad laganay walay ko nazar laganay say rok nahi sakta. Kiun k ye janay anjanay main lag jati hai. Nazar e bad kis tarha achanak insan ki sehat par asar andaz hoti hai. wo ham aik waqiye ki ru say bian karte hain.

Buri Nazar Utarne K Liye

Hazrat Abu Imama (R.A.) nay farmaya k Amir bin Rabiya nay Sehal bin Hanif ko ghusal karte dekha. To unhon nay kaha k main nay aj tak itna khoobsurat jisam kisi parda nasheen ka bhi nahi dekha. Is par Sehal (R.A.) dharram say waheen par gir paray. Phir Rasool Allah (S.A.W.) say poocha gaya k Ya Rasool Allah ap ko kuch sehal ka haal bhi maloom hai? Khuda ki qasam wo to sar bhi nahi utha pa rahe.

Ap Sarkar (S.A.W.) nay poocha in (ko nazar e bud laganay) k baray mein kis ko ilzam thehratay ho? Logon nay arz ki k ham to Amir bin Rabiya (R.A.) ko moord e ilzam thehratay hain. Ap (S.A.W.) nay Hazrat Amir ko bulaya aur un par ghussay huye. K tum mein say koi apnay bhai ko kiun qatal karta hai? Tum nay unko (khoobsurat dekh kar) barkat ki dua kiun na di? Ab in k liye ghusal karo.

Chanchay Amir bin Rabiya nay apna chehra, dono hath, kohnian, dono ghutnay, paoon k itraf . Aur tehmat ka androoni hissa aik bartan mein dhoya phir ye sara pani sehal par dal dia to wo theak ho gaye. Aur logon k sath is hal mein niklay k unhen koi takleef na thi.Is waqiye say saaf zahir hota hai. K nazar e bad k asrat fori zahir ho kar insan ki sehat ko khatarnak had tak nuqsan detay hain.

Isi tarha nazar e bad Insan k karobar, azdawaji zindagi, aulad, taleem aur har cheez par asrat muratab karti hai.

Nazar e Bad Ka Rohani Ilaj

Rasool Allah (S.A.W.) nay nazar e bad k tor k liye nazar laganay walay say ghusal karwaya aur us pani say nazar e bad ka ilaj kiya. Ab sawal ye paida hota hai k aj k dor mein kon dost hai kon dushman ye janna bay had mushkil amar hai. Agar hamen ilm ho bhi jae k falan shakhs ki nazar e bad say hamari zindagi ka nizam aur sehat sab darham barham ho raha hai. Aisi surat mein koi nazar laganay wala shakhs apki nazar utarnay k liye hargiz ghusal nahi karega balkay ulta apka nuqsan hi karega.

Jab k ye haqeeqat bhi aam insan nahi janta k uski khushion aur kamyabion ko aik shakhs ki nazar lagi hai ya 10 afrad ki. Isliye Sarkar e Do jahan (S.A.W.) nay ham jesay gunehgar insano ki rahnumai k liye nazar e bad ka tor muqadas kalmat say dam kar k bhi kiya. Rasool Allah (S.A.W.) Hazrat Hasan (A.S.) aur Hazrat Hussain (A.S.) ki nazar utarnay k liye jin muqadas kalimat (dua) ki tilawat farmatay wo muqadas kalimat ye hain.

Nazar e Bad ki Dua In Urdu

Main Allah k ba barkat aur pooray kalimat ki panah mangta hoon har shaitan aur zehreelay keeray say aur har nazar e bad say jo majnoon bhi kar deti hai.

Nazar e Bad Ka Naqsh (Taweez)

Hamaray Rohani Centre Pray main har saal hazaron ki tadad mein nazar e bad k tor k liye inhi muqadas kalimat k naqoosh tehreer kiye jatay hain jo k har age k afrad ki nazar utarnay k liye bay hud rohani taseer k hamil sabit huye hain. Hamaray Rohani Mahreen nazar e bud k tor ka ye naqsh jab sayel k naam aur walida k naam mansoob farmatay hain.

Aur wo sayel is naqsh ko apnay pas rakhe to sirf 21 din k andr buri nazar k asrat us insan k jisam say alag hona shuru ho jatay hain. Hamaray Mushahidat k mutabiq 10 saal say kam age k bachon say nazar e bud k asrat sirf 7 din k andr door hona shuru ho jatay hain. Buri nazar k asrat khatam hote hi insan k rukay huye karobar chal partay hain. Shadi mein asani ho jati hai.

Mian biwi mein mohabbat barhti hai. Dushman dost ho jatay hain. Bairon e mulk safar mein asani ho jati hai. Jismani, nafsiyati o rohani amraz say shifa e kamila naseeb hoti hai. Aulad tabiadar ho jati hai. Sasural mein bahu ba izat aur har dil aziz rehti hai. Rizq main barkat hoti hai. Alawa azeen nazar e bad k tor k naqsh mein mojud muqadas kalima ki barkat se aenda k liye bhi insan dushmano aur hasdeen ki buri nazron say Allah ki panah mein rehta hai.

Naqsh hasil karny k liy Rabta karain ya diye gaye link par click karain.  

Contact For Female 0323-7718187-8

Contact For Male    0323-4028555

skype ; pray.all

NAQSH HASIL KARNAY KA TARIQA

Title

Go to Top