Ism e Azam kya hai

Ism e Azam kya hai

  Allah ko jis bhi Pak naam say pukara jae wo ism e azam kehlata hai.  

Description

Ism e Azam kya hai?

Har pak naam Allah ka hai aur Allah ko jis bhi Pak naam say pukara jae wo ism e azam kehlata hai. Ism e azam k wasilay say mangi gai dua lamhon main qabooliat ka darja pa leti hai. Ism e azam k haqeeqi fazail k baray main ye kehna bay ja na hoga k jin hastion ki ism e azam tak rasai hasil ho jae.

Agar wo chahen to ism e azam k waseelay aur Khuda k hukm say hawaon ka rukh morr dein. Bemaron ko shifa day dain. Nafraton ko mohabbat main badal dein. Bay auladon k liye dua Karen to unhen aulad ata ho jae. Faqeer ko badshah aur badshah ko faqeer bana dein. Jinnat un say khof khate hain jin k Pas haqeeqi ism e azam ki taqat ho. Algharz jinhen ism e azam ata ho jae un k liye kuch na mumkin nahi rehta. Jesa k Rasool Allah (S.A.W.) nay farmaya k jis Shakhs ko ism e azam tak rasai hasil hui goya is baat ki alamat hai k uski murad puri hui.

→ Get Ism e azam

 

Title

Go to Top