Dushman se Panah
Aaj k is nafsa nafsi k dor main har wo Insan jis ka ustad shaitan hai wo kabhi bhi dosron k liye khair ka ba’ais nahi ban sakta. Isliye usay jab jab moqa milay to wo apnay faiday k liye apnay khooni rishton ko bhi nuqsan pohanchane say guraiz nahi karta. Aisay insan zahri taur par bohat hi mukhlis aur hamdard bhi nazar atay hain lakin moqa patay hi jaan tak lene say guraiz nahi karte. Aisay dushmano say Allah ki panah main rehne k liye Naqsh Dushman se Panah bayhud mujarib hai. Pray (Islamic site-Rohani Ilaj) k Rohani Mahreen ki zair e nigrani tayar kiya Naqsh Dushman se Panah apnay andr bay inteha rohani khasoosiyat rakhta hai. Is Naqsh par Quran e Kareem ki makhsoos ayat aur Ism e Azam ki tilawat kr k iska faiz jari kia gaya hai. Ye Naqsh jab Sayel k naam aur walida k naam mansoob kar k usay pehnaya jata hai to is wo dino main har dil aziz hota jata hai aur har khas o aam ki tawajo ka markaz ban jata hai. Hasad, dushmani, mukhalifat mohabbat main tabdeel ho jati hai. Dushman ka nuqsan pohanchana to door ki baat hai wohi dushman bohat jald doston main shumar hone lagta hai. Agar ap ye Naqsh hasil karna chahte hain to Naqsh hasil karnay ka tariqa par karen.