Bachon Ki Sehat Ki Dua

Bachon Ki Sehat Ki Dua

 Bachon ki sehat k hawaly se yah dua bhot hi mujarib hai.

Description

Bachon k daant niklny ka rohani amal
Bachon ki hifazat ka taweez
Agar bacha bolta na ho ka wazifa
Bacha doodh nahi peeta ka wazifa

Bachon Ki Achi Sehat Ki Dua

sehat ki dua

Bachon ki achi sehat ki ye dua daily baad az Namaz e Maghrib Awal o Akhir 11 bar Darood e Pak k hamra 5 martaba tilawat karen aur pani pe dam kar k bache ko pilaen. Insha Allah har tarha ki weakness door ho jaegi aur bacha 21 dino k andr andr sehatmand aur active nazar ayega.

Bachon Ki Achi Sehat K Liye Naqsh

Naqsh No 92: Hamara ye topic un parents k liye hai jin k babies baar baar bemar ho jatay hain, paidaishi taur par weak hain ya nazar e bad k evil effects ki waja say wo different diseases main jakray rehtay hain. Aisi conditions main parents baby ki health recovery k liye medical treatment bhi karwatay hain lakin un par medicines asar nahi karteen. 

Dosri surat main baby ko nazar e bud ka dam karwaya jata hai lakin us say bhi sehat waqti taur par theak ho jati hai aur kuch dino baad phir koi new bemari samnay ati hai. Isliye hamaray Rohani Mahreen nay bachon ki sehat k liye ye Naqsh (Pray For Children Health) Hazrat Essa (A.S.) kay us Ism e azam ki rohaniat say tayar kiya jis k zariye Hazrat Essa (A.S.) bemaron ko Allah k hukam say shafayab kartay thay. Is Naqsh ki sab say bari khasiyat yea hai k har kisam ki rohani o nafisati bemari to is Naqsh ko pehentay hi remove ho jati hai aur jismani bemari say nijat k liye is Naqsh k sath medicine jari rakhain.

Har kisam ki bemari say shafayabi k liye ye Naqsh Allah ki bargah say dua ki manzoori karwaye ga aur jismani bemari bhi medical treatment say khatam ho jaegi inshallah. Is Naqsh ko apnay bachon k naam mansoob karwaen aur Rahmat e Ilahi say apnay bachon ko tamam bemarion say nijat dilwaen kiun k yehi Naqsh best rohani tahafuz bhi hai. Neez jab ye Naqsh bachon k naam mansoob kiya jata hai to ba roz juma ada honay walay Pray.net.pk Dua Program main un bachon ka naam lay kar 3 say 7 juma tak khasusi dua bhi karwa di jati hai.

Note: Agar ap deegr masail e zindagi se nijat k liye hamaray Pray Program mein shirkat karna chahtay hain jahan par lakhon afrad mil kar ap k liye Allah ki bargah mein dua karain gay ya apnay naam ka Free Isme Azam hasil karna chahtay hain ya Free Online Istikhara karwa k msail ka fori rohani hal chahtay hain to is ki complete details hamari website Pray for all main darj kar di gai hain.

NAQSH HASIL KARNAY KA TARIQA

 Bairon Mulk

Bairon Mulk afrad is Naqsh ka Hadiya bazariya Western Union ada kar k Order Form Submit karain. Apka Order Form wasul hotay hi yea Naqsh aap k naam mansoob kar k apko Email kar diya jaega. Aap is Naqsh ko download kar k iska Print nikalwa lain.

For Male:  +92323-4028555

Female:     +92323-7718187-8

Related Taweezat

bachon ko chaizeen nazar ana sy hifazat ki dua
Bachy ki zid khatam karne ka wazifa
Bety or maa ki muhabbat ka powerful naqsh
sabaq yaad karne ka Wazifa
Aurat k doodh main ziadati ki dua

Name Ka Pehla Harf Aur Apki Shakhsiyat

Title

Go to Top