Sab say bari taqat Allah ki hai aur Allah ki ghaibi madad hasil karnay ka sab say behtreen zariya Namaz aur Ism e Azam hai. Agar aik fard Ism e Azam k wasilay say Allah ki bargah main dua karta hai to uski Dua hargiz rad nahi ho sakti. Magar roz marra zindagi main aksar dekha gaya hai k log ism e azam ka zikar kasrat se karte hain, Wazaif kasrat say parhte hain aur talawat bhi kasrat se kartay hain. Magar baaz auqat unki zindagi k masail phir bhi hal nahi ho patay aur phir ye log dil bardashta ho kar ism e azam chorr detay hain. Aisay main hamaray Bazurg aap k liye bay had mujarab aur pur israr Rohani amal bian farma rahe hain jo aaj tak raaz tha. Ism e Azam k is Rohani Tariqay par amal karnay walay ka dil ghair iradi taur par ism e azam talawat karta hai aur us fard ko apnay dil ki har har dharkan say ism e azam ka zikar sunai deta hai. Aisay afrad jag rahe hon ya so rahe hon ya zindagi ka koi bhi kaam kar rahe hon. Unka dil hamesha Allah ka zikar karta rahe ga aur un afrad ko zikar is tarha sunai de ga jesay koi dosra insan un say waziha baten kar raha ho. Insan ka qalb Allah k zikar say jari honay k baad bohat se fazilaten hasil kar leta hai yani
Us fard par Jadu kabhi ho hi nahi sakta
Allah Pak ki zaat us par rozi rizq k ghaibi darwazay khol deti hai
Ghar say fasadat aur bemariyan door ho jati hain
Behan bhaion ki shadi k masail Allah ki rahmat se fori hal ho jatay hain
Mian biwi ki na itfaqian mohabbat main badal jati hain
Yani insan ka qalb jari hone k baad fard ko jo fazail Allah ki taraf se hasil hotay hain usay zuban o qalam say bian karna mumkin nahi. Agar koi bhai ya behan Allah k zikar say apnay qalb ko jari karna chahta hai to Hasnain Sahib say 0323-4028555 par rabta kar k mukamal tafseelat aur ijazat hasil kar sakta hai.
Bazurgon ki ijazat aur Hasnain sahib ki rahnumai say aap ka qalb Insha Allah chand ghenton main Allah k zikar se jari ho kar qabooliat k martabay par fayaz hoga.
Dua hai k Allah Tabarik Talah ki zaat Hazoor Nabi Kareem (S.A.W.) k sadqe main tamam momineen k dilon ko apnay zikar k noor say munawar farmae ameen sum ameen.