Ayat ul Kursi in Roman
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissamaawaati wa maa fil ard; man zallazee yashfa’u indahooo illaa be iznih; ya’lamu maa baina aideehim wa maa khalfahum; wa laa yuheetoona beshai ‘immin ‘ilmihee illa be maa shaaaa; wasi’a kursiyyuhus samaa waati wal arda wa la ya’ooduho hifzuhumaa; wa huwal aliyyul ‘azeem
Ayatul Kursi Ka Tarjuma
Khuda (wo Mabood barhaq hai k ) us ki siwa koi ibadat k laiq nahi zinda hamesha rehne wala usay na oongh ati hai na neend jo kuch asmano mein aur jo kuch zameen mein hain sab usi ka hai kon hai jo uski ijazat k baghair us say (kisi ki) sifarish kar sakay jo kuch logon k ru ba ru ho raha hai aur jo kuch un k peechay ho chuka hai usay sab maloom hai aur wo uski maloomat mein say kisi cheez par dastras hasil nahi kar saktay haan jis qadar wo chahta hai (usi qadar maloom kara deta hai) uski Badshahi (aur ilm) asman or zameen sab par haawi hai aur usay in ki hifazat kuch bhi dushwar nahi wo bara Aali Rutba aur Jaleel ul Qadar hai.
Naqsh Ayat Al Kursi
Agar ap Ayat al Kursi ka Naqsh bhi lena chahte hain to details k liye Naqsh Ayat ul Kursi par Click karen.